PTI

Lets Chat Personal Life and etc..
Post Reply
User avatar
tiger
Silver Member
Silver Member
Posts: 31
Joined: 21 Aug 2022, 02:10
Has thanked: 1 time
Been thanked: 29 times
Pakistan

PTI

#1

Post by tiger »

how to check pti candidates.

apnay mobile mein easy load kerwaye ya loan lay li jiye, agar balance na ho,

send your CNIC number (without any dashes) to 8300 by using SMS.

iss ki govt fees 8 ya 10 rupees hai.. per CNIC.

to aap ko kuch dair baad details sms mein a jaye gi.

waha vote ka address diya gaya ho ga.

phir Qaumi Assembly (National Assembly) number ho ga
aur Sobaye Assembly (Provincial Assembly) number ho ga
(sobai assembply mein punjab ya sindh, ya balochistan ya kpk hoti hai)

pahlay iss Link per ja ker chrome extension download karay.

https://chromewebstore.google.com/detai ... bgdodcjboh

jub yeh extension install app ker lay gay to congratulation ka page a jaye ga aur tareeka bhi show ho jaye ga.
jub app ne list check karni ho to on ker lay, warna off rakhay.

phir, app iss website per jaye,

https://pticandidates.com/

National Assembly = NA

Punjab = PP
Sindh = PS
Balochistan = PB
kpk = PK

app SMS check karay aur waha jo sobai aur qaumi assembly ka number hay ussay note kar lay.

maslan, aap ka Sobai Halqa number 120 tha SMS mein
aap ka soba pujab hai to PP120 likhay aur check keray, vote ka symbol bhi a jaye ga.

issi tarah, agar SMS mein aap ka Qaumi Assembly ka halqa number 230 hai
to yoon chek karay NA230
User avatar
tiger
Silver Member
Silver Member
Posts: 31
Joined: 21 Aug 2022, 02:10
Has thanked: 1 time
Been thanked: 29 times
Pakistan

Re: PTI

#2

Post by tiger »

8 February voting day
Post Reply